Refund aur return policy
Akhri update: November 2026
Agar koi item kam, toota hua ya ghalat ho to 24 ghante ke andar order page se dukaan se rabta karein.
Cash on delivery order dispatch se pehle cancel ho to koi paisa nahi lagta.
Kapre, joote aur electronics ki wapsi har dukaan ki apni return policy ke mutabiq hoti hai jo us ke page par likhi hai.